Advice to client on starting new business

Client phone karta he ki mujhe a naya business start karna he ya REgistratin karna he. To fir pehle wo sab chalu karega batana ki kya kya kar rah he

Hame kya infrmation lagega use:

  1. Type of business: (Exactly kya karte he: Service prvider he ya trading karte ya cmmissin earn karte he – ye samjhna he aapk ceary cient se baat karke)
  2. Phee business kiya he same waa ya fir pehi baar wo type ka business kar rahe
  3. Reasn fr registrarion: Wo registratin kyu karna chhate he: To isme client commony kya blta he ki: mujhe mera ek cmapany khlna he. to mujhe registration chaiye. YA fir mujhe amazaon ke saath onlin ebuiness karna he ya fir mujhe online business mere khud ke website se karna, ya fir mujhe company ke naam ka brand se business chalur karna ya fir mujhe gst registration lena he kyunki jo company ke saath business ya service karne wala hu wo gst registration nahi rahega to mere saath business nahi karegi
  4. APna advice: a. GST REgistratin y akoi bhi registration lena he wo decide karnekeiye ek do teen cheeze mujhe samjna he aapse. Aapko aapke business kisine pucha he kya GST REgistration lena he aapko to hi hum business karenge aapke saath – agar aisa he to koi option nahi he hame gst registration karna hi hoga. GST ke saath PTRC/PTEC compulsory registration agar company he ya fir employees he to PTRC aur PTEC dono lena hoga aur saal me atleast 15 to 18 returns rehte he, monthly PMT, quarterly GSTR1 yearly GSTR9 plus reco aur ITR. b agar aisa ki compusin nahi he to fir puchna hi aapka abhi saes kitna hua he between april to March.. kya 5 llac he ya 10 lac ya 20 lac se zyada he agar 20 ac se zyada he to to wo apne parents  (agar parents ka koi income nhai he ya fir income thoda he to) ya spouse ke naam pe divide kar sakte he. Lekin agar t/o boht zyada he to GST REgistration lena better he lekin fir unle client ka bill bad jayega. c. Propritroship ya company ya partnershi : Proporietorship best he. Partenrship karenge to 1 month extra agata he PAN number lene fir gst ena padta he aur Partnership me tax 30% he direct. Company form khali tabhi karneka jab koi criteria he ya fir aur ki investor he j pese laga rah he, aur last apna fees kitna hoga ye batana he: REgistfration gst /PT aur monthly fees kitna hoga wo. Aur depening on business IEC (export) FSSAI et yaPF?ESIC lagega to sochna he

 

Ă—

Cart